Aj Ka Hamara Boht He Important Topic Hai Jis Se Taqreeban Har Umar Ki Khawateen Mutasir Hoti Hain. Wo Hai Likoria Aur Aj Hum Ap Ke Sath Aj Is Ke Asbab Ya Wajohat Aur Likoria Ka Ilaj Share Karen Gay. Asal Mein Ye Sufed Ratobat Ka Reham Se Se Nikalna Jisay Aurton Ka Jaryan Kaha Jata Hai. Jis Tarha Mardon Mein Jaryan Ka Masla Hota Hai Isi Tarha Aurton Mein Likoria Hota Hai.
Likoria Khawateen Ko Jismani Tor Pe Boht Kamzor Kar Deta Hai Aur Agar Likoria Ka Ilaj Barwqat Na Kia Jaye. Baad Mein Boht Se Masail Ka Samna Karna Par Sakta Hai. Jesy Kamar Mein Dar, Sir Mein Dard, Bhook Na Lagna, Blood Presure Jesay Masail Ho Sakte Hain. Is Ke Baad Ap Ko Bata Dain Keh Likoria Ke Wajohat Kya Ho Sakti Hain. Choti Umar Mein Pregnancy, Khon Ki Kami, Kasrat e Jama, Gusa, Preshan, Khurak Ki Kami, Sozak, Periods Ki Kami Bhi Waja Ban Sakti Hai.
Likoria Ki Medicine
To Ap Is Desi Nuskha Ko Istamal Karen Sirf Chand Din Ke Istamal Se Ap Ka Farq Nazar Aye Ga. Aur Agar Ap Hamara Tayar Shuda Desi Nuskha Istamal Karna Chahen To Aik Bar Zaroor Try Kijye Ga. Pehle 7 Din Mein He Farq Nazar Aye Ga. Aur Result Ki Guarantee Ke Sath Nuskha Dain Gay.